Sunday 30 September 2012

Typewriter



                     Typewriter:-


I pad aur typewriter me se kisi ek ko chunana ho to aap kise chunenge?
Jyadatar log es jabab me I pad ka hi naam batayenge. Lekin agar baat typing ki kare to har roj I pad use karne wale user bhi typewriter ko hi tarjih denge. I pad per typing karna jara muskil hai. Ab esi uskil ko saral banae ki kosis me samne aya hai ki ek naya  gagget “Itypewriter”. Itypewriter akshro aur anko ke danche ki madad se type kiye gaye akshro ko turant Ipad per pahuchata hai.man lijiye ki aapne ‘a’ akschar type kiya to typewriter ke sath lagi keys me se ‘a’ akshr wala dancha upper uth jata hai.aur pal bhar me vo akashar ko Ipad per uker deta hai. Es device ko banaya hai scotland ke Adinbarg callege ao art e padne wale makenikal engineering ke student “Yanstin yang” ne Yanstin  ka kahna  hai ki es device ke sath user latest technology e bhi purani yadno aur anubhav ko taja kar sakte hai. Kaphi purani pidi ke vo log jinho ne khabi computer ya typewriter estemal nahi kiya vo bhi apne jane pahuchane ke sath type ker sakete hai. Eske bare me kuch scientist ka khana hai ki ek minute me es device ke jariye kam se kam  100 words nikal sakte hai. Halanki filhal es devices ke market me aane ki koi yojna nahi hai. Lekin kuch samay baad eske jyada vehtar roop me samne aane ki sabhabana se bhi enkar nahi kiya ja sakta hai. Esse pahle bhi kuch nirmata PC aur dosare Tablests ke liye USB cabke ka esteal kar ese typewriter bana chuke hai.

Web Camera


x
                                   Web camera:-


Aaj ka Internet ka chalan lagatar bad raha hai. Jise nai-2 accessories bazaar me aa rahi hai. Esi nayi taknik ke that abi hal me
web camera bazaar me aya hai. Es camere ke prayog sse aap computer me film input karne se lekar door bathe manav se es tarah baat kar sakte hai jaise vah aapke samne baitha hai.
               Web camera ko computer ki USB port me lagate hai. Eske baad jab yah computer me Install ho jata hai to aap internet se phone karte samay eska prayog kar sakte hai

Thursday 27 September 2012

Mobile Har Jagah



                                 
Baat-Baat Me Mobile:-


Mobile se dosti, mobile se dushmani, mobile se nukari, mobile se bazaar……..
ye to mobile kranti hai. Aapke pass mobile hai to aapke hath me dukan hai, jo chaho kharid lo………
Bharat me mobile internet users ki pollution lagatar bad rahi hai. 2015 tak Bharat me mobile users me ginti 120 Koror honeki ummid hai. Yahi karan hai ki online E-commerce se Judi jaydatar  companies mobile platform ko bhavis ke behtar vikalp ke taur per dekh rahi hai. Facebook aur Google jaisi compniya bhi bhi consumer dura estemaal kiye ja rahe platform se jyada kamai ke tarike khoj rahi hai, E-commerce companies flip cart bhi apni website ki tarz per mobile platform suro karne ki taiyari me juti hai. E-commerce se Jude logo ke anusar online karobaar ke liye mobile bhugtaan ka sahi hona jaroori hai. Isi disha me flip cart ne pre- paid mobile violet ki suriyat karne ki baat kahi hai. Eske tahat costumer apne online flip cart khate me rakam jama karenge aur mobile se kharidari ker lenge.

Mobile Ka Bazaar



         Mobile- Commerce Ka Bazaar:-

Bharat me karib 55 fhisadi mobile Internet users  Mumbai, Delhi, Ncr, Calcutta, Chennai, bengloor, Hyderabad, Pone, aur Ahmadabad jaise sahro me rahte hai. Mobile phone per music sunne, online TV dekh ne, Social Networking websites aur Internet ka estemaal kaphi ho raha hai. Price water House cooperski ek report ke anusar, cricket, football, formulas, one of Tennis me logo ki badati dil chaspi ke karan live Sports jaisi mobile sebayo ki maag bi badegi. Sahri chetro ke alava garmin chetro me mobile Internet lki pahunch badne se sthaniy log chetriya 
                                bhasa me sangit, content aur films ke downloading karenge. Ese me mobile, TV, Banking, Mausam avam Location adharit sevaye dene wali compinesbhi es bazaar ki upecha nahi ker sakti. Duniya bhar me kul Internet search ka 40 fhisadi  mobile se hi hota hai. Eske babjood es platform ki vighapan se hone wali kamai simit hai. Lekin Google es leker chintit nahi hai. Google ke adikari ke anusar” Sthan adharit vigyapno me ejafe ka rojhan es platform ke vikash me aham bhoomika nibhayega”.

Wednesday 26 September 2012

Examination Tips


                                           Hot Tips :-

1. Computer pryogkarta dura computer ko diya gaya nirdesh Command kahlata hai
2. Digital computer ki karya paddt ki garna aur tark siddhant per adharit hai.
3. Computer ko karya vastha me lane ke liye operating system dura kiya jane wala prarambhik karya Boot kahlata hai.
4. System per karya karne wale user ko liquer kha jata hai.
5.  Computer program ya system e error ke karan ko Bug  kha jata hai Ex- yadi koi program galat paridam dene lage to yah kaha jata hai ki es 6. program me Bug hai. Bug ko hatane ko Dibug kaha jata hai.
7. Dos ka pura name Disk Operating System hai.
 

Unix Operating System


                          Unix Operating System:-

Ye multi-user v multi-tasking operating system hai jo works tens aur server me master control program ke taur per bade dhang hai. Lagbhag her hardware vikrta Unix ko ya to prathmik ya doyam operating system batata hai. Beete shalon ke sun aur s.c.o unix ke bade spansar ban ke ubhre hai. Unix c language me likha jata hai. Dono unix v C.A.T. and T dura viksit kiye gaye aur sarkari b academic institute ko khule taur per  vitrit kiye gaye, kuonki ye kisi anya system ke bajay machine parivar ki vaypak varity per potrid tha. Paridam soroop , unix “open system” ka Symons ban gaya hai.

Tuesday 25 September 2012

Computer Door Se Thik Hoga


                                Computer Door Se Thik hoga:-

Yadi aapke computer me virus aa gaya hai ya fir operating system fail ho gaya hai yaa gir hard disk e data read nahi ho raha hai to ab aapko kisi hardware engineerki jaroorat nahi rahegi. Ab computer me ek ese naye chip ko lagaya jayega jise ki bhaut door se kisi network se judker chae vh Interner v Intranet kyon hi na ho es thik kiya ja sakta hai. Es taknik ka vikash Intel ne ker liye hai aur ab ese computer visesagya ke paas parkhne ke liye bheja gaya hai. Eske poori tarah test hone ke baad America se hi Bharat me aur Bharat se America me rakhe computer ko thik kiya ja sakta hai. Usme operating system kiya ja sakta hai aur computer me aaye virus ko nikala ja sakta hai. Es taknik ke sabse khas baat yah hogi ki kharab hine per yadi aapka computer off hai to bhi sue thik kiya ja sakta hai. Es taknik ko America me aapne karon me general motors ne apnana hi suru ker diya hai. Jiski vajah se kaar me yadi darvaja lock ho jaye to general motors ke call cener me baita operater bhahi se command dekar ese khol deta hai. Abhi es taknik per jo kam ho raha hai vh hai ki esse computer me store data ko kaise poori tarah se safe bachaya  jaye.

Monday 24 September 2012

Window Media Player


                      Windows media Player

Agar  app jaisa ki chetra me dikhay gaya hai ki window media player ko taskbar  me quick launch aur nayi style me dekhna chate hai to neeche diye gayi step fallow karen……….
1.         Right button click on task bar.
2.         click toolbars and click windows media player.
3.         when open your windows media player. 
  

Sunday 23 September 2012

Browsers



                                           Browsers:-

Net surfing aur user ki beech aham kadi hai. Browser . bina browser ke netsurfing karna sambh nahi hai humme se adhikansh log apna vakt computer per browsing karte hue bitate hai kah sakte hai ki browser computer per sabse jyada estemal hine wala software hai. Lekin jab hum baat karte hai browser ki, to hamare jahan me sabse pahle ek hi 
naam ata hai, Internet Explorer ka. Siber world me IE yani Internet Explorer akela browser nahi hai. Google Chrome, firefox,Safari, aur Opera hai. Jaise browser internet Explorer ko khasi taker de rahe hain. Internet ki duniyaa ki duniyaa per enhi 5 browser ka kabja hai. User ki jaroorat ko dekte hue compines lagatar apne browser update kar rahi hai yani ki verchas ki jang browser world me bhi jari hai.

Friday 21 September 2012

Pledge


                                   Pledge



I will always try and be the best in whatever I do.
I will not relax once I have reached my goal.
I will strive to improve further and expand my sphere.
Because I am convinced that there is always scope for further improvement and growth.
Besides I realize that life is a journey not a destination.
While I climb to the top, I will remember my humble beginning.
How U.T.C made a difference to my life.
“T will do my best to make a difference in the lives of those who are less fortunate.
I will always do that which will make my family, my community and my country, and human beings proud.”

        Thank God                   Thank God                           Thank God


Wednesday 19 September 2012

Oprating System


                      Operating System:-

Yah system software ka vh bhag hai, jo computer ka sanchalan karta hai eska karya upyogkarta  ke addeshon ko samjhker unke anusar computer de karya karana hota hai. Yah computer aur uske upyogkaarta ke beech samband banata hai.
Sabhi computer chips , wires aadi se bana hota hai aur usse koi ka karane ke liye hume poore aur sahi adesh dene padte hai, ye adesh kisi aisi bhasa me hone chaiye jise computer sake, computer vasstav me keval oprating system ki bhasa sajhta hai. Oprating system hi computer ka superwiser ya manager hai esliye hum apne adesh apne bhasa me kam shabdo me operating system ki dete hai, yadi humare aur computer ke beech me oprating system na ho to hum coputer se koi kam nahi kara sakete hai.

How to connect System


                               Setting Up a System:-

Yah Jan lene ke baad ki computer ke bhibinn bhag kaise kam karte hai. Ab hum ek system ko set karne , arthat Monitor,system unit , keyboard , mouse aur Ups ko lagane ka tarike seekhenge.

Connecting to the System Unit:-

Bhibinn upkarno jaise – Monitor, keyboard, mouse, printer, speaker aadi KO system unit se jodne ke liye nimnlikhit tarike hai.
1.       Keyboard me ek rounded plug hoti hai esme 5 chote pins lage hote hai. Ese tower (A) me lagaye.
2.       Mouse ke plug ko tower ya system unit ke peeche (B) me lagaya jata hai.
3.       Monitor me do plug cables hote hai enme se ek cable, tower (C) ke sath joda jata hai.
4.       Printer ka plug, tower (E) me joda jata hai.
5.       Speakers KO tower (E) me joda jata hai.


Connecting the Electrical Wires:-

Monitor tatha System Unit ke taron KO es prakar jode:-
1.       System Unit ya Tower KO outlet (F) ke sath joda jata hai.
2.       Monitor me do cables rahte hai enme se ek taar bijali KO monitor tak le jata hai. Monitor KO outlet (G) ke sath joda jata hai.
3.       Printer ke plug ko bijali ki aapurti (H) se jodna chaiye.
4.       Speaker tak bijali ki aapurti karne wala plug outlet (I) se joda Jana chaiye.

  

Monday 17 September 2012

Very small Robot


                              Very Small Robot:-

America ke scientist ne hall hi me ek aisa Robot taiyar kiya hai ki jiski motai milimeater ke 100 ve bhag jitani. Es  Robot ke dora dhool ke ati suchm kadon ya aisi choti cheejo ko uthaker ek jagah se doosri jagah le jaya ja sakta hai Robot ke Aage laga saman uthane wala carrer Enlish ke full stop (.)
 Jaisi ek golakar sarnrachna hai jis per ati suchm vastuyon ko utha sakata hai.
Yah Robot silicon ka bana hai tatha ed second me 200 micrometer ki doori ker sakta hai. Robot ki yah gati ek vishesh prakar ki electronic maganetic satah per hi sambh hai esme koi injan hani hota hai . silicon per lage node electronic field se aakersit aur viksit hote hai electro magantic satah ke neeche hone wale electroni field ke parivartan ke anusar hi yah aage peeche gati karta hai . electro field ke parivartan se Robot me lage career ko jhukane  aur Uthane ke bhi madad milti hai . es prakar electro maganatic satah ke electro field ko niyantrit athva parivartit karne wala romote control  es Robot ko asani  se gati kara sakta hai eska upyog ati suchm padarthon per hone wale pryog athva chiktsa ke chetra e upyogi ho sakta hai.
   

Saturday 15 September 2012

What is Robot



                                         ROBOT:-

Computers nee  ese anek kamo ko karne karne me robot ke liye raste khol diye hai jisko karne me manav  ki jaan kahtre me hoti thi. Ye Robot ese kamo ko anja de rahe hai jo inshan ke liye kaphi apriya , khatarnak aur sankatpurn hai . Ex ke liye ese Robot ka jikr kiya ja sakta hai jo aatankbadi khatro ke karan khartanak sajhe jane wale chetra me karya kar te hai alan ese Robot jo Bum ki sambhna 
 wale dibbe ko kholta hai.
Etna hi nahi America e Robot ka proyog raat me jail ke galiyaro me gust lagane ke karya me bhi kiya jata hai Robot kai kathin karto ko inshan se jyada behtar tarike se karta hai . Yah alag baat hai ki en Robots ne karrkhano ke karmchariyo ki anek jobeskhatm kar di hai jo ek kathin samajik samsya hai Suchna yug humare upper kitna hoby hai, Robot eskea doosra sanket hai.

Friday 14 September 2012

Duniya pahla Esa Computer


    Duniya ka Pahla Carbenyukt Computer:-

Computer chip nirmata Viya Technology ne duniya ka pahla carbenyukt tatha kam light khapat karne wala viya C-7D Processor se less desk top personal computer launch kiya hai. Paryavaran anukulan  yah personal computer max 20 watt light ke hi khapat karega . Viya C-7D processor yukt es personal computer KO viya ne England ki do computer compnies terquil pc aur evwshan ke sath milker viksit kiya hai esme kai unnat surcha praliyan bhi layi gayi hai Jo Viya C-7D processor ko duniya ka first corven yukth computing solution wala processor hone ka sreyh deti hai.

Wednesday 12 September 2012

Corvenyukth Computer


  Duniya ka Pahla Carbenyukt Computer:-

Computer chip nirmata Viya Technology ne duniya ka pahla carbenyukt tatha kam light khapat karne wala viya C-7D Processor se less desk top personal computer launch kiya hai. Paryavaran anukulan  yah personal computer max 20 watt light ke hi khapat karega . Viya C-7D processor yukt es personal computer KO viya ne England ki do computer compnies terquil pc aur evwshan ke sath milker viksit kiya hai esme kai unnat surcha praliyan bhi layi gayi hai Jo Viya C-7D processor ko duniya ka first corven yukth computing solution wala processor hone ka sreyh deti hai. 

Hide Partition


                                      How To Hide Partition :-

Agar aapke Kisi drive me koi khas matter hai aur aap use Kisi ke bhi hath me Na padne den eke liye bhaut upaye khojte rahte hai lekin aapke hath nirasha lagti hai to aayiye aaj kuch aisa hi krte hai.

  1. Mouse right button click on my computer.
  2. Clicks manage option.
  3. Click Disk management.
  4. Right side me aapki disk ke drive khul ker aayenge.
  5. Aapko jish drive KO hide karna hai us per right button click kijiye.
  6. Ek box open hoga jisme ‘Remaove’ per click karna hai.
  7. Es prakar aapki drive hide ho jaye gi.
  8. Ab Hume check karna hai ki humari drive hide Hui hai ya nahi.
To ab my computer kholenge ab usme hum ye dekhenge ki jis drive KO humne hide kiya hai vh nahi hai.

Wednesday 5 September 2012

Computer vs Human



                      Computer vs Human:-

Computer ke samband me yah samajh lena chaiye ki computer ki apni koi buddhimatta nahi hoti n hi esme koi sochne-vicharne ki samajh ya nirnya lene ya tark karne ki shakti hoti hai yah shakti to usse manab se di jati hai so computer manav ke hi krati hai. Esliye vah manav se to sresth ho hi nahi sakta lekin manav se karya karne me manav se karya karne me sachem ho sakta hai.

       Human-Mastisk Se Computer Ki Tulna
Tulna ka Adhar
Manav-mastisk
Computer
To work speed
Remanded Forces
Acuity
Follow of Instruction
Depended   
To things capacity
Slow
Good
Low Errors
Very low
Low
Very good
Very Fast
Very good
Very low Errors
Very good
Very much
None



Important Tips for Examination


              Important tips for Examination:-


GIGO – ‘Garbage In Garbage Out ka sanchift roop hai . Eska arth hai ki computer keval utna hi karya karta hai jitna ki aap kahate hai . Galat aadesh milne per answer bhi arthheen dega.

MULTIUSER  – Esa computer system jisme ek se adhik vyakti ek hi computer per kaam ker sakte hai.
BAUD – Sanchar vyastha me soochna ke adan-pradan ki speed bits per second ka doosra naam hai.
COMPART – Computer ke duara banaya gaya object Compart hota hai.
ANSI - Yah ‘American National Standard’s Institute’ ka small roop hai yah America ka ek esa Institute hai jo computer related things ka Standardisation karta hai .
CCOMPUTER AWARENESS – Computer ke bare me jankari rakhna ‘Computer Awareness’ kahlata hai.
COLD BOOT – Computer ko keyboard daura off kareke on karne ki kirya Cold Bood hota hai.
ARTIFICIAL  INTELLIGENCE – Yah computer vigyan ki vah branch hai jisme manushya ke sochne ki vidhi ke anushar samsyen hal karne me computer ke pryog ka addhyan kiya jata hai aur is prkar computer me ‘Buddhi’  piada ki jati jai computer uplabdh gyan ya data ka upyog karta hai aur us lagoo kiye jane wale rules ki help se results input karta hai.

Saturday 1 September 2012

WHAT IS COMPUTER



                       WHAT IS A COMPUTER

‘Computer ‘Gyan ka Aseem Bandar hai.computer shabd ki utpatti angreji shabd ke ‘comput’ shabd se hui. Jiska arth hai garna karna . computer ko hindi me abhiklitra or sangdhk bhi kahte hai. Prarambh me computer ka upyog mukhya roop se gadnathamak ke liye hua. Lekin aaj eska karya chetra kaphi bada ho gaya hai. Is aadhar per hum kah sakte hai ki  yah ek gadna kerne wala upkaran hai. So, Computer ek electronic upkaran hai jisme prathya hatho se kam kiye bina hi jatil se jatil suchnayo ko prabhit karke palak jhpkte hi hal nikla lene ki chamta hoti hai . Gharo evm daptro me proyog kiye jane wale computer ko PC (Personal Computer) kha jata hai .

NOTE:-  Computer ke vikash ki disha me pratham prayash 19nbi shatabdi me charls Babbage dora kiya Gaya tha.
           
                                                CHARLS BABBAGE

Charls babbage ek britsh gaditigya the enhone dasmlav ke bees sthano tak gadna karne ke liye ek machine ka nirman kiya tha, . So. BABBAGE ko aadhunik computer ka janmdata mana jata.

                                                              Will Gates

Will Gates computer udhyog  v usase jude sansadhno wale saphal vavshay ke karan yug purush mane jane wale America ke 40 varshiy Will Gates ki charo or dhoom hai. Gates micrshoft company ke adhyach the aur computer software banana me sabse aage hai Will Gates ke samne jitney badi chunauti aati hai usse vh utne hli shash ke niptate hai. Aur yahi karan hai ki aaj tak unke samne koi nahi tik paya . software ke alawa PC yani Personal computer chetra ke bhi betaj badsha hain.
    Age aur bhi jankari hai padte rahiye

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...