How To Hide Partition :-
Agar aapke Kisi drive me koi khas
matter hai aur aap use Kisi ke bhi hath me Na
padne den eke liye bhaut upaye khojte rahte hai lekin aapke hath nirasha lagti
hai to aayiye aaj kuch aisa hi krte hai.
- Mouse right button click on my computer.
- Clicks manage option.
- Click Disk management.
- Right side me aapki disk ke drive khul ker aayenge.
- Aapko jish drive KO hide karna hai us per right button click kijiye.
- Ek box open hoga jisme ‘Remaove’ per click karna hai.
- Es prakar aapki drive hide ho jaye gi.
- Ab Hume check karna hai ki humari drive hide Hui hai ya nahi.
To ab my
computer kholenge ab usme hum ye dekhenge ki jis drive KO humne hide kiya hai
vh nahi hai.
No comments:
Post a Comment