Very Small Robot:-
America ke scientist ne hall hi me ek aisa Robot taiyar kiya
hai ki jiski motai milimeater ke 100 ve bhag jitani. Es Robot ke dora dhool ke ati suchm kadon ya
aisi choti cheejo ko uthaker ek jagah se doosri jagah le jaya ja sakta hai
Robot ke Aage laga saman uthane wala carrer Enlish ke full stop (.)
Jaisi ek golakar sarnrachna hai jis per ati
suchm vastuyon ko utha sakata hai.
Yah Robot silicon ka bana hai
tatha ed second me 200 micrometer ki doori ker sakta hai. Robot ki yah gati ek
vishesh prakar ki electronic maganetic satah per hi sambh hai esme koi injan
hani hota hai . silicon per lage node electronic field se aakersit aur viksit
hote hai electro magantic satah ke neeche hone wale electroni field ke parivartan
ke anusar hi yah aage peeche gati karta hai . electro field ke parivartan se
Robot me lage career ko jhukane aur
Uthane ke bhi madad milti hai . es prakar electro maganatic satah ke electro
field ko niyantrit athva parivartit karne wala romote control es Robot ko asani se gati kara sakta hai eska upyog ati suchm
padarthon per hone wale pryog athva chiktsa ke chetra e upyogi ho sakta hai.