Wednesday 5 September 2012

Computer vs Human



                      Computer vs Human:-

Computer ke samband me yah samajh lena chaiye ki computer ki apni koi buddhimatta nahi hoti n hi esme koi sochne-vicharne ki samajh ya nirnya lene ya tark karne ki shakti hoti hai yah shakti to usse manab se di jati hai so computer manav ke hi krati hai. Esliye vah manav se to sresth ho hi nahi sakta lekin manav se karya karne me manav se karya karne me sachem ho sakta hai.

       Human-Mastisk Se Computer Ki Tulna
Tulna ka Adhar
Manav-mastisk
Computer
To work speed
Remanded Forces
Acuity
Follow of Instruction
Depended   
To things capacity
Slow
Good
Low Errors
Very low
Low
Very good
Very Fast
Very good
Very low Errors
Very good
Very much
None



Important Tips for Examination


              Important tips for Examination:-


GIGO – ‘Garbage In Garbage Out ka sanchift roop hai . Eska arth hai ki computer keval utna hi karya karta hai jitna ki aap kahate hai . Galat aadesh milne per answer bhi arthheen dega.

MULTIUSER  – Esa computer system jisme ek se adhik vyakti ek hi computer per kaam ker sakte hai.
BAUD – Sanchar vyastha me soochna ke adan-pradan ki speed bits per second ka doosra naam hai.
COMPART – Computer ke duara banaya gaya object Compart hota hai.
ANSI - Yah ‘American National Standard’s Institute’ ka small roop hai yah America ka ek esa Institute hai jo computer related things ka Standardisation karta hai .
CCOMPUTER AWARENESS – Computer ke bare me jankari rakhna ‘Computer Awareness’ kahlata hai.
COLD BOOT – Computer ko keyboard daura off kareke on karne ki kirya Cold Bood hota hai.
ARTIFICIAL  INTELLIGENCE – Yah computer vigyan ki vah branch hai jisme manushya ke sochne ki vidhi ke anushar samsyen hal karne me computer ke pryog ka addhyan kiya jata hai aur is prkar computer me ‘Buddhi’  piada ki jati jai computer uplabdh gyan ya data ka upyog karta hai aur us lagoo kiye jane wale rules ki help se results input karta hai.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...