Saturday 1 September 2012

WHAT IS COMPUTER



                       WHAT IS A COMPUTER

‘Computer ‘Gyan ka Aseem Bandar hai.computer shabd ki utpatti angreji shabd ke ‘comput’ shabd se hui. Jiska arth hai garna karna . computer ko hindi me abhiklitra or sangdhk bhi kahte hai. Prarambh me computer ka upyog mukhya roop se gadnathamak ke liye hua. Lekin aaj eska karya chetra kaphi bada ho gaya hai. Is aadhar per hum kah sakte hai ki  yah ek gadna kerne wala upkaran hai. So, Computer ek electronic upkaran hai jisme prathya hatho se kam kiye bina hi jatil se jatil suchnayo ko prabhit karke palak jhpkte hi hal nikla lene ki chamta hoti hai . Gharo evm daptro me proyog kiye jane wale computer ko PC (Personal Computer) kha jata hai .

NOTE:-  Computer ke vikash ki disha me pratham prayash 19nbi shatabdi me charls Babbage dora kiya Gaya tha.
           
                                                CHARLS BABBAGE

Charls babbage ek britsh gaditigya the enhone dasmlav ke bees sthano tak gadna karne ke liye ek machine ka nirman kiya tha, . So. BABBAGE ko aadhunik computer ka janmdata mana jata.

                                                              Will Gates

Will Gates computer udhyog  v usase jude sansadhno wale saphal vavshay ke karan yug purush mane jane wale America ke 40 varshiy Will Gates ki charo or dhoom hai. Gates micrshoft company ke adhyach the aur computer software banana me sabse aage hai Will Gates ke samne jitney badi chunauti aati hai usse vh utne hli shash ke niptate hai. Aur yahi karan hai ki aaj tak unke samne koi nahi tik paya . software ke alawa PC yani Personal computer chetra ke bhi betaj badsha hain.
    Age aur bhi jankari hai padte rahiye

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...