Duniya ka Pahla Carbenyukt Computer:-
Computer chip nirmata Viya Technology ne duniya ka pahla
carbenyukt tatha kam light khapat karne wala viya C-7D Processor se less desk
top personal computer launch kiya hai. Paryavaran anukulan yah personal computer max 20 watt light ke hi
khapat karega . Viya C-7D processor yukt es personal computer KO viya ne
England ki do computer compnies terquil pc aur evwshan ke sath milker viksit
kiya hai esme kai unnat surcha praliyan bhi layi gayi hai Jo Viya C-7D processor
ko duniya ka first corven yukth computing solution wala processor hone ka sreyh
deti hai.
No comments:
Post a Comment