Wednesday, 19 September 2012

Oprating System


                      Operating System:-

Yah system software ka vh bhag hai, jo computer ka sanchalan karta hai eska karya upyogkarta  ke addeshon ko samjhker unke anusar computer de karya karana hota hai. Yah computer aur uske upyogkaarta ke beech samband banata hai.
Sabhi computer chips , wires aadi se bana hota hai aur usse koi ka karane ke liye hume poore aur sahi adesh dene padte hai, ye adesh kisi aisi bhasa me hone chaiye jise computer sake, computer vasstav me keval oprating system ki bhasa sajhta hai. Oprating system hi computer ka superwiser ya manager hai esliye hum apne adesh apne bhasa me kam shabdo me operating system ki dete hai, yadi humare aur computer ke beech me oprating system na ho to hum coputer se koi kam nahi kara sakete hai.

No comments:

Post a Comment

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...