Operating
System:-
Yah system software ka vh bhag hai, jo computer ka sanchalan karta
hai eska karya upyogkarta ke addeshon ko
samjhker unke anusar computer de karya karana hota hai. Yah computer aur uske
upyogkaarta ke beech samband banata hai.
Sabhi computer chips , wires aadi se bana hota hai aur usse koi ka
karane ke liye hume poore aur sahi adesh dene padte hai, ye adesh kisi aisi
bhasa me hone chaiye jise computer sake, computer vasstav me keval oprating
system ki bhasa sajhta hai. Oprating system hi computer ka superwiser ya
manager hai esliye hum apne adesh apne bhasa me kam shabdo me operating system
ki dete hai, yadi humare aur computer ke beech me oprating system na ho to hum
coputer se koi kam nahi kara sakete hai.