Computer Door Se Thik hoga:-
Yadi aapke computer me virus aa gaya hai ya fir operating
system fail ho gaya hai yaa gir hard disk e data read nahi ho raha hai to ab
aapko kisi hardware engineerki jaroorat nahi rahegi. Ab computer me ek ese naye
chip ko lagaya jayega jise ki bhaut door se kisi network se judker chae vh
Interner v Intranet kyon hi na ho es thik kiya ja sakta hai. Es taknik ka
vikash Intel ne ker liye hai aur ab ese computer visesagya ke paas parkhne ke
liye bheja gaya
hai. Eske poori tarah test hone ke baad America
se hi Bharat me aur Bharat se America
me rakhe computer ko thik kiya ja sakta hai. Usme operating system kiya ja
sakta hai aur computer me aaye virus ko nikala ja sakta hai. Es taknik ke sabse
khas baat yah hogi ki kharab hine per yadi aapka computer off hai to bhi sue
thik kiya ja sakta hai. Es taknik ko America me aapne karon me general
motors ne apnana hi suru ker diya hai. Jiski vajah se kaar me yadi darvaja lock
ho jaye to general motors ke call cener me baita operater bhahi se command
dekar ese khol deta hai. Abhi es taknik per jo kam ho raha hai vh hai ki esse
computer me store data ko kaise poori tarah se safe bachaya jaye.
No comments:
Post a Comment