ROBOT:-
Computers nee ese anek kamo ko karne karne me robot ke liye
raste khol diye hai jisko karne me manav
ki jaan kahtre me hoti thi. Ye Robot ese kamo ko anja de rahe hai jo
inshan ke liye kaphi apriya , khatarnak aur sankatpurn hai . Ex ke liye ese
Robot ka jikr kiya ja sakta hai jo aatankbadi khatro ke karan khartanak sajhe
jane wale chetra me karya kar te hai alan ese Robot jo Bum ki sambhna
wale
dibbe ko kholta hai.
Etna hi nahi America
e Robot ka proyog raat me jail ke galiyaro me gust lagane ke karya me bhi kiya
jata hai Robot kai kathin karto ko inshan se jyada behtar tarike se karta hai .
Yah alag baat hai ki en Robots ne karrkhano ke karmchariyo ki anek jobeskhatm
kar di hai jo ek kathin samajik samsya hai Suchna yug humare upper kitna hoby
hai, Robot eskea doosra sanket hai.
No comments:
Post a Comment