Monday, 17 September 2012

Very small Robot


                              Very Small Robot:-

America ke scientist ne hall hi me ek aisa Robot taiyar kiya hai ki jiski motai milimeater ke 100 ve bhag jitani. Es  Robot ke dora dhool ke ati suchm kadon ya aisi choti cheejo ko uthaker ek jagah se doosri jagah le jaya ja sakta hai Robot ke Aage laga saman uthane wala carrer Enlish ke full stop (.)
 Jaisi ek golakar sarnrachna hai jis per ati suchm vastuyon ko utha sakata hai.
Yah Robot silicon ka bana hai tatha ed second me 200 micrometer ki doori ker sakta hai. Robot ki yah gati ek vishesh prakar ki electronic maganetic satah per hi sambh hai esme koi injan hani hota hai . silicon per lage node electronic field se aakersit aur viksit hote hai electro magantic satah ke neeche hone wale electroni field ke parivartan ke anusar hi yah aage peeche gati karta hai . electro field ke parivartan se Robot me lage career ko jhukane  aur Uthane ke bhi madad milti hai . es prakar electro maganatic satah ke electro field ko niyantrit athva parivartit karne wala romote control  es Robot ko asani  se gati kara sakta hai eska upyog ati suchm padarthon per hone wale pryog athva chiktsa ke chetra e upyogi ho sakta hai.
   

No comments:

Post a Comment

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...