Important tips for Examination:-
GIGO – ‘Garbage
In Garbage Out ka sanchift roop hai . Eska arth hai ki computer keval utna hi
karya karta hai jitna ki aap kahate hai . Galat aadesh milne per answer bhi
arthheen dega.
MULTIUSER – Esa computer system jisme ek se adhik vyakti
ek hi computer per kaam ker sakte hai.
BAUD – Sanchar
vyastha me soochna ke adan-pradan ki speed bits per second ka doosra
naam hai.
COMPART – Computer
ke duara banaya gaya
object Compart hota hai.
ANSI - Yah
‘American National Standard’s Institute’ ka small roop hai yah America ka ek
esa Institute hai jo computer related things ka Standardisation karta hai .
CCOMPUTER AWARENESS
– Computer ke bare me jankari rakhna ‘Computer Awareness’ kahlata hai.
COLD BOOT – Computer
ko keyboard daura off kareke on karne ki kirya Cold Bood hota hai.
ARTIFICIAL INTELLIGENCE – Yah computer vigyan ki vah
branch hai jisme manushya ke sochne ki vidhi ke anushar samsyen hal karne me
computer ke pryog ka addhyan kiya jata hai aur is prkar computer me
‘Buddhi’ piada ki jati jai computer
uplabdh gyan ya data ka upyog karta hai aur us lagoo kiye jane wale rules ki
help se results input karta hai.
No comments:
Post a Comment