Aise
Safe Rakhe Personal Computer:-
Thursday, 15 November 2012
How to safe PC
B.A and Intermediate
Part - 1
Economics me bazaar sabd ka pryog bises artho
ke liye kiya jata hai. Aa bolchal ki bhasa
me bazaar sabd ka pryog kisi bises place ke liye kiya jata hai. Jhan
vastu ke kreta aur vikreta parasper milte hai ttah vastu ko kharidte aur bechte
hai.
Numbers of Buyers and Sellers in the
market:
Yadi bazaar
Buyers and Sellers ki number of human bhaut adhik hoti hai to enhe Competition
market kahte hai. Eske biprit yadi buyers adhik ho aur seller 1
ho to esko Monopolistic
market khate hai.
Nature of Commdity:
Yadi bazaar me
sell ki gayi vastu ekroop ya equal hai to perfect competition
ki dasha hogi. Yadi vastu alag to monopolistic competition ko mana jata hai.
Knowledge of Market:
Yadi buyers
and sellers ko bazaar me prachalit price ka pura gyan hota hai to yah Perfect
Competition ki dasha hoti hai. Eske viprit adhra gyan monopolistic
ki dasha hoti hai.
Duniya
Glass me
poori duniya:-
How to do PC lock
PC ko kare
Lock:-
Laptop
ya notebook me fingerprint readers, Eye scanner ya face reorganization jaise
bhaut security features hote hai. Lekin PC me ye sab nahi hota hai ab user pc
ko bhi pen drive se lock ker sakte hai. Predator application ki madad se user
apne pc ko lock ker sakte hai. Pc tabhi ka kerega jab aapki usme pen drive lagi
hogi. USB hatate hi mouse, keyboard kaa karna band kar denge. Screen dark ho
jayegi aur sath hi PC bhi automatic lock ho jayega. Pen drive lagane ke baad
user pc ko unlock ker sakte hai. Predator ko user www.preditor-usb.com se download ker
sakte hai.Saturday, 10 November 2012
Optimps G Smartphone
Optimps G
Smartphone:-
Coria ki company LG ne haal hi me optimps-G
smartphone launch kiya hai. Esme QUALCOMM snapdragon S4 quad processor ke sath
4.7 inch IPS screen di hai. Jo 1280*768 pixel regulation support karti hai.
Eske alava 13 mega pixel camera, 13 mega pixel front caera, 32 GB memory, 2 GB
ram aur 2100 MAH lean battery di gayi hai. Phone me android 4.0.4 ice-cream
sandwich OS diya gaya
hai.
Subscribe to:
Comments (Atom)