Part - 1
Economics me bazaar sabd ka pryog bises artho
ke liye kiya jata hai. Aa bolchal ki bhasa
me bazaar sabd ka pryog kisi bises place ke liye kiya jata hai. Jhan
vastu ke kreta aur vikreta parasper milte hai ttah vastu ko kharidte aur bechte
hai.
Numbers of Buyers and Sellers in the
market:
Yadi bazaar
Buyers and Sellers ki number of human bhaut adhik hoti hai to enhe Competition
market kahte hai. Eske biprit yadi buyers adhik ho aur seller 1
ho to esko Monopolistic
market khate hai.
Nature of Commdity:
Yadi bazaar me
sell ki gayi vastu ekroop ya equal hai to perfect competition
ki dasha hogi. Yadi vastu alag to monopolistic competition ko mana jata hai.
Knowledge of Market:
Yadi buyers
and sellers ko bazaar me prachalit price ka pura gyan hota hai to yah Perfect
Competition ki dasha hoti hai. Eske viprit adhra gyan monopolistic
ki dasha hoti hai.
No comments:
Post a Comment