BSNL:-
Videsh
sanhar nigam limited ki sthapna 1 apr 1986 ko videsh sanchar sevha ke
sthan per ki gayi the. Yah nigam bharat
me television, telex, telegraph kiraya sevaye packet aakbde , radio chetra ,
television, multi adis prsaran , press samachar etc videshi sevhayo ke liye jeemedar hai.
Eska
sanchalan Mumbai, New Delhi, Madras
tatha Calcutta
ke 4 chetra Kendra se kiya jata hai. International presan suvidhaye bhusthit
uppgraho ke madhyam se Intelsat duara uplabdh hoti. Videsh sanchar nigam
limited bhibinn desho ke sath sidhi sevhayo ke sanchalan karta hai tatha kuch
sthano ke liye International consumer suviha uplabdh karta hai. Bharat ke 1200
towns se 211 desho ke liye International consumer dial suvidha evam 214 desho
ke liye International telex suvidha uplabdh hai. Bsnl ka nijikaran 13 feb, 2002
ko eski 25% capital ke mai. Painatone Finvest (tata) duara kharidne se hua.
Bsnl ke 26.12% equity ab bhi sarkari ke
pass hai.
No comments:
Post a Comment