Ab
Underwater Robots:-
Ek
naye prayog ki mane to ab robot, coral lieves ( gahre pani ke bhitar ki
vegetables) ko bachane ke liye ka karengi. Scotland ki heroet vat university
ki sodhkarta ese underwater Robots banane me jute hai. Jo samudra me coral
ripas ki surakhs karengi. Research team filhal us software ka kaam kar rahi
hai. Jisaki madad se ye Robot Coral Rips ki pahchan ker payenge. Filhal ek
miter tak en Robots e video, Image processing aur kuch doosari tahrah ke tools
lagaye gaye hai.
No comments:
Post a Comment